Jay Jawan Jay Kisan। kisanon ki Kismat ab badalne Wali Hai।

 Jay Jawan Jay Kisan। kisanon ki Kismat ab badalne Wali Hai।


Bharat ke Pramukh Stambh Jay Jawan Jay Kisan Jawan Seema Mein pahri kar raha hai isliye Ham Sukh Shanti se Samriddhi ki or agrsar Hote ja rahe hain। aur Bharat ke Kisan Hamare Liye bhojan taiyar karte hue Apna Balidan dete Chale Ja Raha Hai Vishal jansankhya ko bhojan uplabdh karane ke liye Kisan tatpar hai korona jaise mahamari mein bhi Kisan Apna Karya nirantar Karta raha hai aur Bharat ki GDP mein pramukhta Se ubhar Ke Aaya Hai Tej Jahan Tham Sa Gaya Hai korona Ke Samay Kisan Apna Khet Mein bhojan taiyar karte hue Desh Ke Liye Khada tha।

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट